Elegant Rose - Working In Background

Snow fall

Blogger Widgets

Wednesday, November 30, 2011

dil... aj udas hai..

...waqht ki faanshi aa gyi... meri barbadi aa gayi...!
jhul rha tha zis fande k sahare ajtak, wo sahara v maut le ja gayi!

Wednesday, November 23, 2011

Kaafi Nahi Aj ki Ye Zalan... Mujhe aur Zalne Do..!

Aj ki raat fir andheri hai,
chand to hai par kambakhat chandni akeli hai.
isi raat se hai mujhe pyaar,
jo maano mujh par hi ho meherbaan..
waqt ki zanzir ne ise baarah ghanto ke liye baandha.. aur mai zindgi is'se baandh aya hun..
Sath hai ek aur Mehfil ki raunak.. sang hai ek aur hasin khubsurat..
jalti hai wo ..bujhti hai wo.. jaane kahan kahan mujhe chumbti hai wo..
inshah allah khair hai is shabbab ka ki khatm na hoti maut k intejar par..
raakh hai jab tak is laali par ..baat hai tab tab iski sawri par.
berukhi ise pasand nahi.. fir v bewafai na karti hai.. us se bhali to ye hai jo dur ho kar judai na sehti hai..
pyaar ki ek dor is halke hawa ki zhokhe hi kavi toda karte hai.. par wo to bewaqt hi tod jati hai..
magar raat jaise hoti hai bewafa ye v hame chor jati hai.
raat ki rani badi shayani botal ki kahani suniye ab meri jubani... kehta hai ye sharabi aj is shabbab ko yaad kar k,
rehta tha dil me mere v koi ..ek khash ban k.
na rakh sake unhe der tak sambhal k apne is madhusaala me baki sab hua barbaad isi haala me.
dhalti hai raat ..
subah hone ko rehta hai..
mann ek aur raakh girane ko kehta hai..
wapis aa jaati hai unglion me fir ek mehbooba...
sanam ko kaise chore yaroon? wo hai meri dilruba... laali si roshni suraj k ugne se v nirala hai.. aur jab ant ho jata hai is laali ka to fir ek jalana hai...
kyonki jab v mai hila hu apne is nark se zindagi me ... aakhirkaar isne hi sambhala hai.. isne hi sambhala hai....................!
kaafi nahi aj ka ye zalna..... kavi mujhe v jalne do !
-TJ

Saturday, November 12, 2011

Emotions Can never be the suspect for any reason .. it is just of itself and by it!

As LONG as i see you in my past you were my friend. and today the world around me has changed.. when i want my soul back inside me i 've been lost! one of my friend was from islam religion. he was once going to his home for watching his family and got arrested by FBI's ..... he was treaten very badly.. becuz he was suspected for the terrorist attack! he had written a poem against the freak behaviour of FBI's with him. Zazbaton ki Na to Umeed Rahi, aur Na hi Meri Insaniyat. har pal main kuch kehta hun, har pal mai behta hun.. koi sune tab mai zuban v kholu.. kuch kahun us se pehle koi paas to aao.. , har ummeed ki ek gazal banta hun... mai aj kuch kehta hu kal kuch aur kehta hun. insan mujhe samjhe nahi .. janvar mai tha kavi nahi.. har yaad ke sath mai ab mit'ta hun... shakhs khota hun mai.. ab har roz apni sakhs khota hun. mera dharm , meri pehchan nahi hai.. pehcahano mujhe mere zazbat se .. par afsos ab zazbaat v nahi! kho chuka hun mai apna astiva .. ab muje zine ka koi adhikaar nahi... itna rehem kar diya to ek aur rehem sahi... fashi de do muje.. zindagi k lamho la talvaar nahi..! ek har raat jab kisi din aati hai.. darr rehta kahi aj fir koi roshni mujh par na gire..! zami ki shason me zina nahi mujhe, saansh lena zindgi to nahi hai... par maut k paas ana v meri kismat me nahi hai. rukh mudega zindagi ka mera.. .. ha mdhega!! hope what the man is saying... u all are understanding! -TJ