Anjowari ratiya, kaare se hai log
Chikhti raahe, Sunsaan se hai log
Bilakhti Bitiya, Chup karaye na koi
Sehmi Gudiya, God Khilaye na koi
Saitan Bhagawe log aawe the,
use Khush karawe log Gaave the..
Baitha andar Saitan Bhagaya na koi
kha-mo-kha Log use hi Satawe the.
Kaari si ankhein Chamki thi
chingaaron me aag bhavki thi
pehle jab wo shehmi thi
yahi nakaab Sarkar Pehni thi
Bitiya bharat ki roti hai..
apne hi ashq ko peeti hai
Saitan hi puche hai ab..
Delhi Me tu kaise Soti hai?
Ankhein Dekh Sabke, baatein sunke Sabke
wo itna Sehem jati hai, wo aise ab Sisakti hai.
kasoor hai uske khudka, ab aisa wo Samajhti hai
tu hi hai ladki galat, duniya aisa kehti hai..
Gir k wo fir Uthti hai,
Tiranga pe Vishwas jo rakhti hai
Saja Mangti hai us Saitan ko Dene ka,
Nyaypalika ko wo Samajhti hai..
Sehmi nahi hai aj wo,
Dari nahi hai aj wo..
Aakhir Saans tak wo Ladti hai,
Khamoshi ko wo hi to Todti hai !
Wo Din jab Saitan Andar ka Khud se Mitayenge,
Bitiya ko jab hum fir Apnayenge.
Chodo ye Chaand Aur Suraj pe jane ki baatein,
Hum Insaniyat ki Zami pe Tiranga to us Din Fahrayenge!
Chikhti raahe, Sunsaan se hai log
Bilakhti Bitiya, Chup karaye na koi
Sehmi Gudiya, God Khilaye na koi
Saitan Bhagawe log aawe the,
use Khush karawe log Gaave the..
Baitha andar Saitan Bhagaya na koi
kha-mo-kha Log use hi Satawe the.
Kaari si ankhein Chamki thi
chingaaron me aag bhavki thi
pehle jab wo shehmi thi
yahi nakaab Sarkar Pehni thi
Bitiya bharat ki roti hai..
apne hi ashq ko peeti hai
Saitan hi puche hai ab..
Delhi Me tu kaise Soti hai?
Ankhein Dekh Sabke, baatein sunke Sabke
wo itna Sehem jati hai, wo aise ab Sisakti hai.
kasoor hai uske khudka, ab aisa wo Samajhti hai
tu hi hai ladki galat, duniya aisa kehti hai..
Gir k wo fir Uthti hai,
Tiranga pe Vishwas jo rakhti hai
Saja Mangti hai us Saitan ko Dene ka,
Nyaypalika ko wo Samajhti hai..
Sehmi nahi hai aj wo,
Dari nahi hai aj wo..
Aakhir Saans tak wo Ladti hai,
Khamoshi ko wo hi to Todti hai !
Wo Din jab Saitan Andar ka Khud se Mitayenge,
Bitiya ko jab hum fir Apnayenge.
Chodo ye Chaand Aur Suraj pe jane ki baatein,
Hum Insaniyat ki Zami pe Tiranga to us Din Fahrayenge!
No comments:
Post a Comment