Nind v kya chiz hoti hai..sab kuch bhula dene ke liye kafi.. Magar kya
if k hum kuch chizo ko na bhulana chahe aur khud ko chot pahuchaye..
Bs wahi kar rha hu mai.. 2.30 am se jyada ho rha hai..aur mai khud ko
maar rha hu.. Kehte hai ki yaadon ko bhulana bhot mushkil hota hai..
Aur use bhul kar wapas sametna aur bhi muskil, kyo? ..nahi pata par ye
dard dete hai, aur ye dard bhale hi koi keh de ki meetha hota hai,
magar aisa nahi hai.. Ye sach me bhot dukh pahuchata hai..beete kal ko
soch kar aj ka life sirf waste lagta hai..jaise ki kisi jali hui panne
par fir likhna chahta hu mai.. Jo ki puri trah se na-mumkin hai.. Jane
kaise is zahan me itni yaadien sanjo kar rakhte hai log.. Bhot muskil
ho jata hai jeena jb apka apna apke sath na ho aur jo ho apke sath wo
apko apna na samjhe. . . .kis waqht kya ho sakta hai koi nahi janta. .
. . . . . . .human brain is difficult to understant but human nature
is just impossible.
Escaping problems is the most easiest thing in this world..but kya
agar sabse acha rashta yahi ho? If nahi, the aakhir raasta ho ? Tb
kya? Kya sahi aur kya galat yaha..yaha to bs khud me bhagne k alawa
kuch nahi.. I knw k in baaton ka koi matlb nahi thik is post ke jaise.
Par kya ye dil kavi khush reh payega? ........aur nind hamesa sb gamm
bhula deti h?
No comments:
Post a Comment