Nind v kya chiz hoti hai..sab kuch bhula dene ke liye kafi.. Magar kya
if k hum kuch chizo ko na bhulana chahe aur khud ko chot pahuchaye..
Bs wahi kar rha hu mai.. 2.30 am se jyada ho rha hai..aur mai khud ko
maar rha hu.. Kehte hai ki yaadon ko bhulana bhot mushkil hota hai..
Aur use bhul kar wapas sametna aur bhi muskil, kyo? ..nahi pata par ye
dard dete hai, aur ye dard bhale hi koi keh de ki meetha hota hai,
magar aisa nahi hai.. Ye sach me bhot dukh pahuchata hai..beete kal ko
soch kar aj ka life sirf waste lagta hai..jaise ki kisi jali hui panne
par fir likhna chahta hu mai.. Jo ki puri trah se na-mumkin hai.. Jane
kaise is zahan me itni yaadien sanjo kar rakhte hai log.. Bhot muskil
ho jata hai jeena jb apka apna apke sath na ho aur jo ho apke sath wo
apko apna na samjhe. . . .kis waqht kya ho sakta hai koi nahi janta. .
. . . . . . .human brain is difficult to understant but human nature
is just impossible.
Escaping problems is the most easiest thing in this world..but kya
agar sabse acha rashta yahi ho? If nahi, the aakhir raasta ho ? Tb
kya? Kya sahi aur kya galat yaha..yaha to bs khud me bhagne k alawa
kuch nahi.. I knw k in baaton ka koi matlb nahi thik is post ke jaise.
Par kya ye dil kavi khush reh payega? ........aur nind hamesa sb gamm
bhula deti h?
Saturday, October 13, 2012
Thursday, October 11, 2012
| Rafta Rafta Ho Gayi Tu Meri 'Khushi'.. |
Mar Jaiye Par Aankhein
Na Hatayiye.. ..
------RAFTA-RAFTA------
A Show Of Internal feelings with her...
Rafta-rafta ho gayi tu hi
meri zindagi..
Lafz na jane,
Fir bhi bayan hota hai..
Har aashiqui me dillagi
nai hoti,
Fir bhi pyaar hota hai..
Tanhayion ke sitam me,
Bante hai afshane..
Preet ke ek mushquan
par,
Sau zindagi khurban
hota hai ..
Mann me thi kuch
halchal,
Jo sayad dikh na rahi thi..
par dekhne ko majbur
tha dil,
Jal rahi thi raaz..
Phir bhi chup tha dil,
Darr tha ki kahe pighla
na de..
Wo aag iss mom se dil
ko,
Pagal thi wo stupid..
Jo aa gai pass mere,
Par mai bhi chahta tha..
ki rahe wo sath mere,
Rafta rafta ho gayi..
charon taraf roshni,
sajde me tere sar hai..
Thoda sa dil me dar hai,
kaise karoon main
bayaan..
Lafzo se bayan karne ki,
Zaroorat na thi..
Hosh me rehne ki,
Fursat na thi..
Rehna to chahte the,
Behosh unki bahoon me..
pPar kambakht WaQt ,
aur jagah sahi na thi..
Jaanu na,
Jaanu na.. jaanu naa,
Rfata rafta ho gai..
Na Hatayiye.. ..
------RAFTA-RAFTA------
A Show Of Internal feelings with her...
Rafta-rafta ho gayi tu hi
meri zindagi..
Lafz na jane,
Fir bhi bayan hota hai..
Har aashiqui me dillagi
nai hoti,
Fir bhi pyaar hota hai..
Tanhayion ke sitam me,
Bante hai afshane..
Preet ke ek mushquan
par,
Sau zindagi khurban
hota hai ..
Mann me thi kuch
halchal,
Jo sayad dikh na rahi thi..
par dekhne ko majbur
tha dil,
Jal rahi thi raaz..
Phir bhi chup tha dil,
Darr tha ki kahe pighla
na de..
Wo aag iss mom se dil
ko,
Pagal thi wo stupid..
Jo aa gai pass mere,
Par mai bhi chahta tha..
ki rahe wo sath mere,
Rafta rafta ho gayi..
charon taraf roshni,
sajde me tere sar hai..
Thoda sa dil me dar hai,
kaise karoon main
bayaan..
Lafzo se bayan karne ki,
Zaroorat na thi..
Hosh me rehne ki,
Fursat na thi..
Rehna to chahte the,
Behosh unki bahoon me..
pPar kambakht WaQt ,
aur jagah sahi na thi..
Jaanu na,
Jaanu na.. jaanu naa,
Rfata rafta ho gai..
Thursday, October 4, 2012
Maut se Fariyad
Zindagi ko chor ka aayi aye Maut...sun le aaj tu vek fariyad, mera
yaar hai tere aagosh me jo..use utha kar mujhe apni bahon me le le,
itna to rehmat barsa ki aaj jo tu zindagi chor kar aya hai use maut se
na dara, aur na hi tu mere is Zindagi se darr..
yaar hai tere aagosh me jo..use utha kar mujhe apni bahon me le le,
itna to rehmat barsa ki aaj jo tu zindagi chor kar aya hai use maut se
na dara, aur na hi tu mere is Zindagi se darr..
Subscribe to:
Posts (Atom)