Ji ha, aj ka main theme hamara izhar pe hai..
Dosto insaan ka pyar ek bhot hi ajeebt aur garib kism ka hota hai jisme bachpana bahot hota hai, ek puri trah mature manushya v aise musibat me fash jata hai jaha se rashte ko khojna lavag lavag namumkin sa ho jata hai, aur wo beech rah me hi bhatak jata hai. . . Kya hai ye pyar jo bhatakne pe majboor kar deta hai? Akhir koi kisi kisi ko kitna aur kaise itna chahne lag jata hai ki wo puri duniya se lad padta hai? Akhir us vyakti k andar utni sakti kaha se aa jati hai jo use is bat k liye majboor kar de kisi ko ki wo use itna pyar kare ki puri diniya ki khusi v uske pyar k samne boni lage aur uska pyar wo asmaa pe indradhanush ki trah saath rang faylaye jo uske saat janam tak uska sath nibhaye!
PYAR ho v jaye n dosto to pata nahi rehta hme ki hme pyar hua hai. . .
Ek kahani sunana chahunga..
Ek ladka tha raj wo kajal naam ki ladki ka bachpan se best friend tha. .love age k bad se use wo like karne laga bt beech me way nahi mil paye, dono apni apni manzil khojne padhai k liye bahar chale gye, ate waqt unhone milne ka faisla kiya, phone par to bate hoti thi bt raj kavi kajol ko ye nhi bta paya ki wo use luv karta hai bt kajol k dil me raj k liye aisa kuch v ni tha, ek din jb wo log mile to turant agle din bad pata chalta hai ki kajol ka shadi ek ache ghr k ladke k sath ho rhi hai.. Raj bhot roya, bhot roya, bt kuch ho na saka usi din kajol ko ye pata chala ki raj use luv karta tha par kvi apne dil ki bat uske age ni rakh paya, kajol ko bhot bura laga . .bt kajol v kuch na kar saki. . .pariwar ki izat samaj me rakhne k liye kuch na kaha, mgr raj ko ye samjhaya ki kisi ek k chale jane se duniya khatm ni ho jati, aur jo kisi k jane k yaad k bahane apni jindgi barbad kar leta hai wo apne pyar hi nahi balki uska v apman karta hai jise usne pyar kiya, raj apna career bnane bahar chala jata hai aur waha uski mulaqat hoti hai ek ladki se wo ladki raj ko like karne lagti hai fir use apne traf khinchne ki koshis karti hai, itne me hi pata chalta hai ki kajol k pati ka death ho gya hai, aur jo nayi ladki raj ko pasand karti hai wo kajol ki bhen hai, jiya ko sb pata chal jata hai aur wo mann me thaan leti hai ki wo kajol aur raj ko fir mila kar rahegi, jiya kisi trah kar k raj ko apne sadi k liye mana li thi, bt jb pata chala ki kajol ka dimagi halat khrab hai aur wo atmhatya karne ki koshis kar rhi hai tb raj ka soya pyar usko dkh kar fir jag uthta hai aur use pane ki khwab dkhne lagta hai, bt kajol inkar kr dti hai, dhire dhire samay beet ta hai, ziya aur raj k sagayi ka date aa chuka rehta hai, ziya kajol k parents and father in law ko mana kar kajol ki dusri sadi ko raji karwati hai, aur monty ko ek acha ladka bta kr engagement me bula leti hai, kajol ki sadi hote dkh raj ko gusa ata hai aur ziya k uper frustration nikalne lagta hai, public v vidwa ko lekar sawal karti hai magar sbi ko cheerte ziya sbhi ko raji kr leti hai, magar kajol ni manti hai, monty k anguthi pehnate hi raj aa jata hai aur sbke samne apne pyar ka izhar aur kajol k bre me duniya ko btata hai aur fir unki shadi ho jati hai.
Happy ending..
(story of pic. ANDAZ)
KYA Yehi hoga apki jindi me ?
Nahi kavi nahi raj ko jo v mila use uska bhagya ya kismat hi samajhiye.. .
Hamare kehne ka matlb hai ki
Kisi se tm pyar karo to fir izhar karo , kahi na fir der ho jaye.!
Yehi to Fair Love pane ka andaz hota hai!
No comments:
Post a Comment